Thursday, February 28, 2019

Adhure Humsafar..........!!

Hum salo se Unke laut aane ka entzar karte rah gye,
Or vo na jane kab se kisi or ko besumar pyar karte gye
Unhone kv badi siddadt se chaha tha hume,
Fool (flower) ko kanta or Kante ko fool samjh kar manaya tha hume.
Per Humne bhi tab kisi or ko khud se jyada chahne ki, khud ki ksm khayi thi
Jid sirf or sirf yhi thi ki kv na bhulayenge use,
Per na jane kab vo badal gye, jise chaha tha Humne jaise,
Thandiyo me un oons(rain drops) ki bundo ki trah, Jiska rat to sath Chhod jati hain Magar ghaas ke patte ne use kas ke apni baho me lekar Subh tak  lipta hota, or har Subh usi tarah ak dusre se bar bar milne ki ebadat krte hain,
Apne pyar ke jane ke bad, hume us pyar ki yad fir satati hain aaj, jisse kuch dino se fir smana hua bar bar,
Na jane kyu jise kbhi thukraya tha Humne  bar bar,
Aaj usi ki yad sata rhi hain Subh sham,
Dil karta kah du usse vo baate sari, Jo Presan karti hain mujhe use sayad fir dekhne ke bad.
Mile ak mod per vo fir Humse or hum unse, dono sayad ak dusre se najre chura rhe the ya najre milane se ghabra rhe the,
Kahi fir se ho na jaye B-entaha pyar,
Man bar bar yhi kah rha tha ak bar hi sahi rok lo hume,
Lekin unke rokane ke bawjud pta nhi kyu hum na ruke,
Syd kuch fraj the aise jo hum bhul gye the ya khud ki hi njro me hum jhuk gye the, kis muh se kahte ki mil jao wapas hume, jab tak vo kisi or ke Syd Humsafar ho gye,
Rok liya khud ko YHI kahkar, Jane do unhe Syd ab vo kisi or ke Humsafar ho gye...... Humsafar ho gye.......!!!!!
…...... Hahaha..... Baki kuch to log kahenge, Logo ka Kam hain kahana?!!!! 

2 comments:

Aanjame mohhabat

Tu isqk ki un hazaar bundo ki tarah hain Jisme mohhabat ka samundar aaj bhi sar-maya hain Tu uske kinaron ki tarah hain, Or main us khawa...