Monday, April 20, 2020

Aanjame mohhabat

Tu isqk ki un hazaar bundo ki tarah hain
Jisme mohhabat ka samundar aaj bhi sar-maya hain
Tu uske kinaron ki tarah hain, Or main us khawayiye ki tarah hu
Jiska mil pana to mumkim hain
Per sath hona aag or pani sa lagta hain
Kahte hain unse mohhabat kamal ki hoti hain
Jinka milna mukkadar me likha nhi hota
Per hume to mohhabat bhi hui or hum mile bhi
Per humari kahani ye batati hain ki
Har mukkamal mohhabat ka ante-anjam khusnuma nhi hota.

Its Ayu..... 

2 comments:

Aanjame mohhabat

Tu isqk ki un hazaar bundo ki tarah hain Jisme mohhabat ka samundar aaj bhi sar-maya hain Tu uske kinaron ki tarah hain, Or main us khawa...