Wednesday, June 5, 2019

Mera Kashmir

Ristey badal jate hain, log badal jaate hain
Umeede tut jati hain,
Sapne chhut jate hain ,
Per Ahsas, Ahsas kbhi nhi badalta ,
Vo aaj bhi jinda hain un wadiyo me
Jisme humne barfile sapne bune the,
Ak gulabi ghr ki, humare ghr ki ,
Jo jhil ke  bicho bich basa ho , jha charo trf mor hi mor ho , chidiyo ki chahchaut se din suru ho aur sam ki chandini roshni se humari duniya khil uthe.
Jha ghr to ho lekin pyar ka, spno ki ak aisi duniya,
 jise ak jadugar bhi chahe to n basa paye ,
Kyuki ye pyar ka jadu ho , mohabbt ka,
Tum royo to palke meri ho aur mai hasu to honth tumhare ho ,
Ak ashiyana ho humara jha khusiya bin bulayi mehman ho,
Aur gamo ko to uska rasta bhi pta na ho!!
Aisa hi chhota sa spna tha mera,
Jo in wadiyo me khi kho sa gya hai tumhare entzar me.
Tumhari sirf tumhari Kashmir!!!

No comments:

Post a Comment

Aanjame mohhabat

Tu isqk ki un hazaar bundo ki tarah hain Jisme mohhabat ka samundar aaj bhi sar-maya hain Tu uske kinaron ki tarah hain, Or main us khawa...